Soch aap sab ke sath eik tip share karon jis ke baad aap JAZZ ke sim se poori duniya main free sms kar saktay hain. ye tip jazz ke sath sath PAKTEL par be kaam karte hai. lakin tip ko use karnay kay liye aap kay mobile main balance hona zaroori hai. balance katay ga nahin free sms ho ga.
O-> sab se pehlay jazz message setting main ja kar message center change kar deen.
O-> ab jazz center ke jaga +449774598075 type karen aur ok kar den.
O-> ab jazz se sms karen agar send ho jata hai to achi baat hai aur agar send nahin hota aur balane kat jata hai to phir aap >